Maana hum college me kam hi milte the,
par ishq to tha na.
Maana kabhi tere Scoop se maine Ice-cream nahi khayi,
par ishq to tha na.
Maana scooty pe baith ke teri kamar pe kabhi haath nahi rkha,
par ishq to tha na.
Maana kabhi mere alfaazo ko jazbaato ka sahara na mila,
par ishq to tha na.
Maana tune kisi gair ka haanth pakad kar mujhe kinare kahi gum kar diya par mai kaise bhula du teri beparwah gustakhiyo ko,
kyunki MUJHE ISHQ TO AB BHI HAI NA!

Ishq to h
ReplyDeleteBilkul..
DeleteIshq to haai
ReplyDelete:)
ReplyDeleteWaah ❤ #IshqToThaNaa ๐
ReplyDelete